Mardana Kamzori Ka Ilaj in Urdu-Top 20 Tips

Har Kisam Ki Mardana Kamzori Ka Ilaj in Urdu Language-Top 20 Mardana Taqat K Tips

Aaj ham bat karain gain mardana kamzori ka ilaj in Urdu k baray mei. Ham mardana taqat k top 20 tips share kar rahay hain. Yeh sirf aik abtida hei q k mustaqbil mei ham mazid mardana kamzori ka ilaj in Urdu par likhain gain. Ap in tips ko na parhain balkay amal b karain. Aik bat yad rakhain k mardana kamzori ka ilaj hei. Ap nai naumeed nahi hona. Zaida tar mardana mardana imraz sirf nafsiati hotay hain. Dar, khof oar ehsas e kamtari ka natija hotay hain. Yani 80% mardana kamzori k mareez counseling sai thiak ho jatay hain. Sirf 10 fisad mariz asli hotay hain oar wo b ilaj sai thiak ho jatay hain.

 

Top Twenty Tips About Mardana Kamzori Ka Ilaj

1-Pista Kamazkam Sardion Mei Roz Khain.
2-Chowaray Bakri K Dudh Mei Garam Kar K Roz Istamal Karain.
3-Gurday Kapuray Khain.
4-Desi Ghee, Zaitoon Ka Tail, Ya Sarson Ka Tail banaspati ghee ki jaga istamal karain.
5-Brioler murgi ki jaga desi murgi ya beef khain wo b desi ghee oar kali mirch mei paka hua.

 

Premature Ejaculation & Erectile Dysfunction Treatment in Pakistan-Shadi Course

 

Mardana Kamzori Ka Ilaj in Urdu-Top 20 Tips

6-Bhunay huye chanay roz khain.
7-Hakeemi Kushton sai parheez karain.
8-Warzish ko apna mamul bana lain. Koshish karain k koi namaz na chutay oar namaz aram sai parhain.
9-Desi ghee mei gajar ka khalwa bana k khain nahi to Garam Dudh mei jalaibian dal k khain.
10-Dunbay ki chakki bohat mufeed cheez hai. Gaye (Cow) ki charbi is ka acha mutbadil hei. Dono mei sai jo mil jaye us mei khana paka k khain khas tor par palao.

 

Mardana Kamzori Ka Elaj-Shadi Course

 

11-Blood presssure ko hamesha control mei rakhain. High BP mardan taqat ka dushman number 1 hei. Zaida pani piyain oar yoga karain.
12-Jism ka wazan zaida na honay dain, is maqsad k liye nihar muon garam pani mei shehad oar lemun mila k peyain.
13-Sugar agar ap ka waldain ya huni rishtaydaron ko hei to khas ehtiat karain. Diabetics sab sai pehlay mardana taqat ko siray sai hi hatam karti hei, hata k viagra b asar nahi karti. Aisay logon ki akhri umeed homeopathy hei.
14-Maida (Stomach) ko thiak rakhain. Mirch masalay wali, tursh, bazari ghee wali cheezon sai mukamil parheez karain.
15-Qabz na honay dain. Qabz ko papitay, ispaghol k chilkay, munaqa wagaira sai thiak karnay ki koshish karain.

 

Best Shadi Course in Pakistan-100% Result in Just One Month

 

16-Nazla oar zukam mardana taqat ko kam karta hei. Nak ki safai wuzu k time thiak sai karain, nak k andar tak pani lai k jain.
17-Ciggrete noshi oar sharab noshi sai back rahain. Purany buray asrat sai bachnay k liye homeopathic duwai Nux Vomica 30 Kamazkam 1 mahina istamal karain.
18-Mushtzani ap ko andar bahir sai hatam kar dai gi. Is k bad asrat dur karnay k liye acid phos 1x istamal karain.
19-Ginseng Q aik acha homeopathic tonic hei mardan taqat k liye jisay har koi istamal kar sakta hei.
20-Tips to oar b baishumar hain jo phir kabhi sahi, akhri bat yad rakhain k apni mardana kamzori ka ilaj hamesha mustanad mualaj sai karwain. Ham ap ko ap ki elamat k mutabiq dawa tajweez kar saktay hain. Puray atimad sai rabta karain. Umeed hei k ap ko mardana kamzori ka ilaj in Urdu mazmun pasand aye ga.

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.